Haan main Devi hoon

Kisi ne mujhe devi samajh liya,
To mera mann ghabra kyun gaya?

Main devi hi to hoon

Jab main Dhroupadi ki tarah harass hoti hoon tab main devi ban jati hoon..

Jab main Sita ki tarah ek distorted masculine ke trust issues ke liye test deti hoon to main devi ban jati hoon..

Continue reading